Sunday, September 11, 2011

jahan hai tu wahan manzar hasin hota hai
bahar aaye toh ,tu hai yahin yakin hota hai
tere daaman ki hawa leke mehakte hai chaman
teri nazar ka asar ja-nashin hota hai

No comments: